Jaana zindagi se na jaana
Pyaar ka yeh khazaana
Loot na jaaye kahin
Jaana hum rahenge tumhare
Hai jab tak sitaare
Hai jab tak zameen
Duniya saari dekar le loon
Main tera pyaar, ye pyaar
Saathi ho jo tere jaisa
Kya karna sansaar sansaar
Zameen hai kya
Jo tu kahe
Main chaand pe
Tere saath chal rahoon
Jaana, zindagi se na jaana
Pyaar ka ye khazaana
Loot na jaaye kahin
Jaana, hum rahenge tumhare
Hai jab tak sitaare
Hai jab zameen
Mere jeevan mein hai tere geeton ka jhankar jhankar
Tere sang main angaron pe chalne ko taiyar taiyar
Tu door ho
Hazaar hum
Tum paas ho
Toh mujhe har khushi
Jaana zindagi se na jaana
Pyaar ka ye khazaana
Loot na jaaye kahin
Jaana hum rahenge tumhare
Hai jab jak sitaare
Hai jab jak zameen
Jaana zindagi se na jaana
Pyar ka yeh khazaana
Loot na jaaye kahin