Zameen zameen lahu lahu
Tha aasman dhuan dhuan
Har ek saans kaid thi
Kati thi har zubaan zubaan
Zameen zameen lahu lahu
Tha aasman dhuan dhuan
Har ek saans kaid thi
Kati thi har zubaan zubaan
Magar wahin se todke
Bediyon ki kadhi kadhi
Mashal leke desh ka
Chal pada jawaan jawaan
Chal pada jawaan
Azaadi azaadi
Badi mehengi hai yeh azaadi
Azaadi azaadi
Badi mehengi hai yeh azaadi
Jala jala tha gulsitaan
Bujhi thi har kali kali
Woh zulm tha ki cheekh thi
Watan ki thi gali gali
Nishaan the kitne khoon ke
Kya batayein kahan kahan
Shaheedon ke kate phate
Shav pade the yahan wahan
Azaadi azaadi
Badi mehengi hai yeh azaadi
Azaadi azaadi
Badi mehengi hai yeh azaadi
Azaadi
Azaadi
Azaadi
Azaadi
Azaadi
Azaadi
Azaadi
Azaadi
Azaadi
Safar kale paani ka tha
Gale mein the fande
Safar kale paani ka tha
Gale mein the fande
Kate the watan se lekin
The haathon mein jhande
Luta kar bhi jaanein apni
Gawa kar bhi jaanein apni
Hain zinda woh bande
Suno bheegi aankhon se yeh
Suno bheegi aankhon se yeh
Amar daastan
Azaadi azaadi
Badi mehengi hai yeh azaadi
Azaadi azaadi
Badi mehengi hai yeh azaadi
Azaadi azaadi
Badi mehengi hai yeh azaadi
Azaadi azaadi
Badi mehengi hai yeh azaadi