Chanda re chanda re kabhi to zameen par aa
Baithenge baatein karenge
Chanda re chanda re kabhi to zameen par aa
Baithenge baatein karenge
Tujhko aate agar laaj aaye agar
Odh ke aaja tu baadal ghane
Ho chanda re chanda re kabhi to zameen par aa
Baithenge baatein karenge
Hmm dhadakta bhi hai tadapta bhi hai
Yeh dil kyun achanak behekta bhi hai
Mehekta bhi hai chehekta bhi hai
Yeh dil kya wafa ko samjhta bhi hai
Kyun milti hai nazar ooohh
Kyun hota hai asar ooohh
Kyun hoti hai sehar
Na tum jaano na hum
Na tum jaano na hum
Tose naina laage piya savare
Nahi bas mein ab ye jiya savare
Mohabbat to ek jaaveda zindagi hai
Mohabbat to ek jaaveda zindagi hai
Mere rang mein rangne wali
Pari ho ya ho pariyo ki rani
Ya ho meri prem kahani
Mere sawalon ka jawaab do do na
Panchhi nadiya pawan ke jhonke
Koi sarhad na inhein roke
Panchhi nadiya pawan ke jhonke
Koi sarhad na inhe roke
Sarhad insaano ke liye hain
Socho tumne aur maine
Kya paya insaan hoke
Panchhi nadiya pawan ke jhonke
Koi sarhad na inhe roke
Dil ko tumse pyar hua
Pehli baar hua tumse pyar hua
Main bhi aashiq yaar hua
Pehli baar hua tumse pyar hua
Chhayi hai betabi
Meri jaan kaho main kya karoon
Chhayi hai betabi
Meri jaan kaho main kya karoon
Dil ko tumse pyar hua
Pehli baar hua tumse pyar hua
Main bhi aashiq yaar hua
Pehli baar hua tumse pyar hua