Ruk ja o dil diwaane puchun to main zara
Ladki hai ya hai jaadu khushbu hai ya nasha
Paas wo aye to chu ke main dekhu zara
Ruk ja o dil diwaane puchun to main zara
Ladki hai ya hai jaadu khushbu hai ya nasha
Tadpaye mujhe teri sabhi baatein
Ek baar ae deewane jhootha hi sahi pyaar to kar
Main bhooli nahin haseen mulaqatein
Bechain karke mujhko mujhse yun na pher nazar
Bhoolega na mujhko mere saathiya yeh vaada kar
Tere bina mushkil hai jeena mera mere dilbar
Zara zara behekta hai behekta hai
Aaj to mera tan badan main pyaasi hoon
Mujhe bhar le apni baahon mein
Ha meri kasam tujhko sanam door kahin na ja
Yeh doori kehti hai paas mere aaja re
Aaja re... aaja re... aaja re
O ek ladki ko dekha to aisa laga
Ek ladki ko dekha to aisa laga
Jaise khilta gulab jaise shayar ka khab
Jaise ujali kiran jaise van mein hiran
Jaise chandni raat jaise naghme ki baat
Jaise mandir mein ho ek jalta diya... ho
Ek ladki ko dekha to aisa laga