logo

Jashn-e-Ishqa

logo
الكلمات
Jashn e ishqa.. Jashn e Ishka.. Jashne Ishq

Jashn e Ishqa.. Jashn e Ishka

Daur-e-ishqa ek jashan hai

Lekin apna alag tashan hai

Khoon mein sulgi ek agan hai

Beh ke dikhlayega yeh tevar

Daur-e-ishqa ek jashan hai

Lekin apna alag tashan hai

Khoon mein sulgi ek agan hai

Beh ke dikhlayega yeh tevar

Chaahat ke dar pe

Dil ka dharna hai

Naa mar ke jeena

Jee ke marna hai

Chaahat ke dar pe

Dil ka dharna hai

Naa mar ke jeena

Jee ke marna hai

Toofan ke humdum

Angaare hain hum

Dhadkan mein thoda sa

Baarood hai khwaahish ka

Jashn-e-Ishqa

Jashn-e-Ishqa…

Loha jug, hum aari

Sab pe hain hum bhaari

Aadha jag se yaarana hai

Aadhi Rab se yaari

Loha jug, hum aari

Sab pe hain hum bhaari

Aadha jag se yaarana hai

Aadhi Rab se yaari

Chalta hai sikka

Hukamon ka ikka

Banta apna har din

Hi shola sa ishqa

Jashn-e-Ishqa

Jashn-e-Ishqa…

Jashn-e-Ishqa

Dil ki bhatti daale

Gham ke koyle kaale

Logon ki baaton se laakhon

Rooh pe pad gaye chhaale

Dil ki bhatti daale

Gham ke koyle kaale

Logon ki baaton se laakhon

Rooh pe pad gaye chhaale

Zakhmon ko sehla

Ye dil na behla

Dil bhi jaise ek taara

Hai apni hi gardish ka

Jashn-e-ishqa…