Hum ne tum se tum ne hamara
Rishta.. joda gham se
Ek wafa ke.. siwa kaun si
khata.. hui thi humse
Kabhi bandhan juda liya
Kabhi daaman chuda liya
Kabhi bandhan juda liya
Kabhi daaman chuda liya
Kabhi bandhan juda liya
kabhi daaman chuda liya
Oh saathi re..
Kaisa sila diya yeh wafa ka
kaisa sila diya
Kaisa sila diya yeh wafa ka
kaisa sila diya
Tere vaade wo irade tere vaade wo irade
O mitwa re..
Sab kucch bhula diya yeh wafa
kaisa sila diya
Sab kucch bhula diya yeh wafa
kaisa sila diya
HAJ
THANK YOU