Raaton ki tarah tu chhupa
Dena daag jo hai inn zakhmo ka tu mita dena taaron ki
Tarah tu bhula dena saaz jo hai inn saanson ka
Tu suna dena beetein saari
Baatein yun hi bhul jaayein hum
Jeete tu bhi hans ke yun hi maat khaye hum jaane kyun
Lage rootha jahan rishte sabhi jhoote yahaan
Raaton ki tarah tu chhupa dena
Daag jo hai inn zakhmon ka tu mita dena
Taaron ki tarah tu bhula dena
Saaz jo hai inn saanson ka tu suna dena
Kab se hoon tanha na koi armaan bikhra hai dil ye bhiga samaan
Toota hai sapna na koi apna ab mushkil hai jeena yahan
Bebaak hai kyu bewajah berang hai sab agaye kaha
Peete saari yaadein yunhi bhool jaaye hum
Jeete toh bhi hans ke yun hi maat khaye hum
Jaane kyun lage rootha jahan
Rishte sabhi jhoote yahan jaane kyun hai yeh darmiyaan
Aankhein hai nam dil bezubaan