huatong
huatong
avatar

TUM PASS AAYE YU MUSKURAYE, SUJIT

Sujithuatong
slrobinson333huatong
الكلمات
التسجيلات
Tum paas aaye yoon muskaraye 2

Tumne na jaane kya sapne dikhaye 2

Ab to mera dil jaage na sota hai

Kya karoon haye kuchh kuchh hota hai 2

Na jaane kaisa ehsaas hai

Bujhti nahin hai kya pyaas hai

Kya nasha is pyaar ka

Mujhpe sanam chhane laga

Koi na jaane kyon chein khota hai

Kya karoon haye kuchh kuchh hota hai

Kya rang layi meri dua

Ye ishq jaane kaise hua

Becheiniyon mein mann

Na jaane kyon aane laga

Tanhai mein dil yaadein sanjota hai

Kya karoon haye kuchh kuchh hota hai 2

المزيد من Sujit

عرض الجميعlogo

قد يعجبك