Daa re dar daa ra
Dar daa re dar da
Daa re dar daa ra
Dar daa re dar da
Woh hai rangeela
Chhail chhabila
Woh hai natkhat
Woh jamuna tat
Phere lagaye murli bajaye
Gopiyon ke sang raas rachaye
Murli bajaye raas rachaye
Shyam shalona hai
Jo hai albela mad nainon wala
Jiski deewani brij ki har bala
Woh kisna hai
Jo hai albela mad nainon wala
Jiski deewani brij ki har bala
Woh kisna hai
Woh kisna hai
Woh kisna hai
Kisna hai hai hai
Pyaar mein doobi
Pyaar mein khoyi
Pyaar ki dhun mein jaagi na soyi
Pyaar mein doobi
Pyaar mein khoyi
Pyaar ki dhun mein jaagi na soyi
Duniya se hai woh anjaani
Sab kehte hai prem deewani
Kisna se milti hai
Bhool ke har bandhan
Hoooo
Kisna ki mala hi
Japti hai woh jogan
Nainon mein sanson mein
Mann mein kisna
Har pal hai jeevan
Mein jiska kisna
Woh raadha hai
Woh raadha hai hai hai
Woh raadha hai
Radha hai
More shyam more shyam
Madhur madhur sa
Roop hai jiska
Swet swet rang jiska
Sundar tanman
Sundar chitwan
Sundar hai rang jiska
Pyaar hai saagar se bhi gehra
Kisna hai sang jiska
Woh raadha hai
Woh raadha hai
Woh raadha hai
Radha hai
Jo hai albela mad nainon wala
Jiski deewani brij ki har bala
Woh kisna hai
Woh kisna hai
Woh kisna hai kisna
Nainon mein sanson mein
Mann mein kisna
Har pal hai jeevan
Mein jiska kisna
Woh raadha hai
Woh raadha hai hai hai
Woh raadha hai
Radha hai
Woh kisna hai
Woh kisna hai
Woh kisna hai