Aap ki zaadu bhari ankhon se
Aap khud nahi ho wakif
Yeh ushe bhi jeena sikha
Deti hai jishe marne ka
Yeh aankhein dekh kar hum
Saari duniya bhool jaate hain
Yeh aankhein dekh kar hum
Sari duniya bhool jaate hain
Inhein paane ki
Inhein paane ki dhun mein
Har tamanna bhool jaate hain
Tum apni mehki mehki zulf ke
Pechon ko kam kar do
Tum apni mehki mehki zulf ke
Pechon ko kam kar do
Musafir inmein ghir kar
Apna rasta bhool jaate
Bhool jaate hain
Yeh aankhein dekh kar hum
Saari duniya bhool jaate hain
Yeh baahein jab hamein apni
Panaahon mein bulaati hain
Yeh baahein jab hamein apni
Panaahon mein bulaati hain
Hamein apni kasam
Hamein apni kasam hum har
Sehra bhool jaate hain
Tumhare narm o naazuk
Honth jis dam muskurate hain
Tumhare narm o naazuk
Honth jis dam muskurate hain
Baharein jhenpti hain
Phool khilna bhool jaate hain
Yeh aankhein dekh kar hum
Sari duniya bhool jaate hain