logo

KABHI AJNABHI THE ZAMEEN ASMAAN YEH TERA SATH

logo
الكلمات
Kabhie Ajnabi The (Title) Song

LATA MANGESHKAR & SURESH WADEKAR

(F) Kabhi ajnabi the zamee aasma ye

Tera hath thama jo huye meharba ye

(M) Kabhi ajnabi the zamee aasma ye

Tera hath thama jo huye meharba ye

(Both) Kabhi ajnabi the.....

(F)Barsat ye pyar ki na rukegi

Ab to ghata aur niche jhukegi

Barsat ye pyar ki na rukegi

Ab to ghata aur niche jhukegi

Barso ki pyasi ye dil ki zamee hain

Chal bhig jaye jannat yahi hain

Kabhi ajnabi the zamee aasma ye

Tera hath thama jo huye meharba ye

Kabhi ajnabi the

(M)Takdir ke faisle kaise kaise

Shuru ho gaye silsile kaise kaise

Takdir ke faisle kaise kaise

Shuru ho gaye silsile kaise kaise

Aayi bahare aane se tere

Khile gul hazaro gulshan mein mere

Kabhi ajnabi the zamee aasma ye

Tera hath thama jo huye meharba ye

Kabhi ajnabi the

(m)hohohohooh

(F)hmmmmmmmmmm

(m) hohohohoh

(F)Hahahahahahahahah

(F) Sajan mere hath thame hi chalna

Rasta naya har kadam pe sambhalna

Sajan mere hath thame hi chalna

Rasta naya har kadam pe sambhalna

(M)Thokar lage to bhi kuch

gham nahin hainSath jo mere

tu humnashi hain

Kabhi ajnabi the zamee aasma ye

Tera hath thama jo huye meharba ye

)Both)Kabhi ajnabi the zamee aasma ye

Tera hath thama jo huye meharba ye

Kabhi ajnabhi the

KABHI AJNABHI THE ZAMEEN ASMAAN YEH TERA SATH لـ Suresh Wadekar/Lata Mangeshkar - الكلمات والمقاطع