(M) Aayi Hai Diwali Suno Ji Gharwaali
Aayi Hai Diwali Suno Ji Gharwaali
Tere Kangane Ne Dil Dhadkaya Hai
(F) Lage Sajna Mera
Lage Sajna Mera
Lage Sajna Mera Aaj Paglaaya Hai
O Lage Sajna Mera Aaj Paglaaya Hai
(M) Aayi Hai Diwali Suno Ji Gharwaali
Tere Kangane Ne Dil Dhadkaya Hai
(F) Aa Ra Ra Ra Ra Ra Sajna Paglaaya Hai
Aa Ra Ra Ra Ra Ra Sajna Paglaaya Hai
√√√√√√√√√√√√√√√
~~Search~~
Surya & Sweety
For Rocking Tracks
√√√√√√√√√√√√√√√
(M) Tera Singaar Laya Bahar
Aaya Re Aaya Tujhpe Hum Ko Pyaar
(F) Mardo Ka Kya Bedardo Ka Kya
Kya Jaano Tum Kya Hota Hai Pyaar
Kyon Bhala Hum Kare Tum Pe Aitbaar
(M) Bhole Hoton Ki Laali
Dole Kaano Ki Baali
Teri Chunri Ne Jalwa Dikhaya Hai
(F) Lage Sajna Mera
Lage Sajna Mera
Lage Sajna Mera Aaj Paglaaya Hai
O Lage Sajna Mera Aaj Paglaaya Hai
√√√√√√√√√√√√√√√
~~Search~~
Surya & Sweety
For Rocking Tracks
√√√√√√√√√√√√√√√
(M) Charo Taraf Diye Jal Rahe
Dehko Ji Dekho Yeh Kya Keh Rahe
(F) Kahin Pe Nigahein
Kahin Pe Nishana
Hum Jaante Hai Ye Kissa Purana
Na Karo Dillagi Chhodo Sataana
(M) Tu Yeh Maane Na Maane
Hum Hai Tere Diwaane
Dekho Mausam Mohabbat Ka Aaya Hai
(F) Lage Sajna Mera
Lage Sajna Mera
Lage Sajna Mera Aaj Paglaaya Hai
O Lage Sajna Mera Aaj Paglaaya Hai
√√√√√√√√√√√√√√√
~~Search~~
Surya & Sweety
For Rocking Tracks
#Follow us Room No.
17 02 37
√√√√√√√√√√√√√√√