logo

Ek Tera Naam

logo
الكلمات
Ik Tera Naam Hai Saacha Ho

Ik Tera Naam Hai Saacha Mann Meri Aan Baacha

Bas Naam Tera Maa Ho

Ek Pehchan Meri Tu Hi Jind Jaan Meri Tu Hi

Jahan Mera Maa

Ho Tujh Pe Vaar Na Sau Waari Jaan Main

Tujh Pe Vaar Na Sau Waari Jaan Main

Tere Qurbaan Meri Maa

Vande Mataram

Aa Gayi Ghadi Hai Dekho Sabse Badi

Mujhse Bas Do Kadam Pe Dekho Jeet Khadi

Haan Mujhe Kab Se Intezaar Tha

Aaj Ki Shaam Ka

Ab Dekho Kya Karta Hai Ye Banda Hindustan Ka

Jo Kisi Ke Bhi Aage Jhuka Nahi

Haan Main Hoon Uss Desh Ka

Tu Baith Ke Le Nazara Scrabble Aur Bass Ka

Seedha Chaloon Ya Chaloon

Dhaai Dhaai Chaal Main

Khel Mera Hoga Ye Dekh Lambi Race Ka

Mitti Ka Karz Hai Main Mar Ke Bhi Chukaunga

Tujhe Mitti Kar Doonga

Ya Phir Mitti Mein Mill Jaunga

Jo Bhi Kaha Tha Wo Main Karke Dikhaunga

India Se Hoon Khaali Haath Nahi Jaaunga

Main Jam Ke Pakad Jhaad Doonga

Tujhko Main Ukhaad Doonga

Jahan Se Tu Aaya Hai Na

Wahin Tujhe Gaad Doonga

Teri hi Zameen Pe Aaj Tujhe Hi Pachhaad Doonga

Jhanda India Ka Bete Gaad Doonga

Jeetoon Ya Haaroon Mujhe Koi Parwah Nahi

Tumko Main Dikhaaun Mujhe Koi Parwah Nahi

Maa Hi Mera Rab Hai Meri Maa Hi Mera Peer Meri

Maa Ke Pairon Ke Alawaa Koi Dargah Nahi

Naachunga Naachunga Mujhko Fitoor Hai

Naachunga Naachunga Dil Majboor Hai

Aaj Ki Shaam Meri Maa Ke Hai Naam

Meri Maa Mujhe Dekhegi Naachna Zaroor Hai

Main Jeetoon Ya Haaroon

Mujhe Naachna Zaroor Hai

Meri Maa Mujhe Dekhegi Naachna Zaroor Hai

Naachna Zaroor Hai

Mujhe Naachna Zaroor Hai

Maa Meri Dekhegi Naachna Zaroor Hai

Rang Kesar Soora Waaliya

Rang Sabz Khili Phool Kaariya

Ho Rang Chitta Niyat Saaf Da

Ho Rang Teenon Jaan Se Pyaareya

Rang Teenon Jaan Se Pyaareya

Ho Rang Meri Maayi Ka Rang Sachchai Ka

Har Achchai Ka Hai Maa

Rang Teri Reet Ka Rang Teri Preet Ka

Rang Teri Jeet Ka Hi Chhaaye Chhaaye

Kaise Main Chukawaan Tera Ehsaan

Maayi Teri Chunariya Lehraaye

Jab Tak Mujh Mein Hai Zara Si Jaan

Maayi Teri Chunariya Lehraaye

Ik Tera Naam Hai Saacha Ho

Vande Mataram

Sujalaam Suphalaam Malayaaj Sheetlaam

Sasyashyaamalaam Maataram Vande

Shubhrajyotsnaa Pulakitayaaminiim

Pullakusumita Drumadala Shobhiniim

Suhaasiniim Sumadhura Bhaashhiniim