Kyu ki itna pyar tumko
karte hai ham...
Kya jaan lo ge..
hamari sanam..
Kyu ki itna pyaar tumko,
karte hai ham..
Kyu ki itna pyaar tumko,
karte hai ham..
Kya jaan lo ge..
hamaari sanam..
Kyu ki itna pyaar tumko,
karte hai ham..
Kya jaan lo ge..
hamaari sanam..
Kyu ki itna pyaar tumko,
karte hai ham..
Hamaare dil ki tum..
thori si kadar kar lo..
Ham tumpe marte hai..
thorisi fikar kar lo..
Fikar kar lo o...
Kyu ki itna pyaar tumko,
karte hai ham..
Kya jaan lo ge..
hamaari sanam..
Kyu ki itna pyaar tumko,
karte hai ham..
Tune o jaana diwaana kiya hai
Diwaana kiya is kadar,
Diwaana kiya is kadar...
Chaahat mein teri,
bhulaya jahaa ko,
Na dil ko kisi ki khabar,
Na dil ko kisi ki khabar...
Rago mein mohabbat ka
ehsaas zara bhar lo..
Ham tumpe marte hai...
thorisi fikar kar lo..
Fikar kar lo o...
Kyu ki itna pyar tumko, karte hai ham
Kya jaan lo ge.. hamaari sanam
Kyu ki itna pyar tumko, karte hai ham
Tumse hai saase,
tumhise har dhadkan
Tumhise hai diwaanegi,
Tumhise hai diwaanegi...
Rabne hame di hai, jaane tamanna
tumhaare liye zindagi,
Tumhaare liye zindagi...
Wada sang jeene ka..
tum jaane jigar kar lo
Ham tumpe marte hai..
thorisi fikar kar lo..
Fikar kar lo o...
Kyu ki itna pyaar tumko,
karte hai ham..
Kya jaan lo ge.. hamaari sanam
Kyu ki itna pyar tumko,
karte hai ham..
Kya jaan lo ge..
Kya jaan lo ge..
Kya jaan lo ge..
Kya jaan lo ge..
hamaari sanam...