Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi to yahin tha abhi kho gaya
Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi to yahin tha abhi kho gaya
Ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Dildar sajna, hai yeh pyaar sajna
Ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Dildar sajna, hai yeh pyaar sajna
Dekha na tune mud ke bhi peechhe
Kuchh der to main ruka tha
Jab dil ne tujhko rokna chaha
Door tu ja chuka tha
Hua kya
Na jana
Yeh dil kyon
Deewana
Ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Dildar sajna, hai yeh pyaar sajna
Aye waqt ruk ja, tham ja, thehar ja
Wapas zara daud peechhe
Main chhod aayi khud ko jahan pe
Woh reh gaya mod peechhe
Kahan main
Kahan tu
Yeh kaisa
Hai jaadu
Arre ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Dildar sajna, hai yeh pyaar sajna
Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi to yahin tha abhi kho gaya