Thodi thodi guzre pakad kabhi taaza si hawayein
Saate saate se yeh rishte apni baah ko failayein
Mera mann, toh bas gungunana chahe
Uska mann, khul ke geet gaana chahe
Muskurayo, main woh khilkhilana chahe
Hai ziddi yeh badi majbooriyan bhi
Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
Zaroori hai yeh dooriyan
Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
Zaroori hai yeh dooriyan
Zyada nasdeekyon mein dooriyon ke hote hain ishaare
Hum toh leheron ko chakhna na
Meethay nahi paani hai yeh khaare
Love kahe, mere paas tum na aana
Door se, accha hai timtamana
Varna adhe mein hoga dard-e-jaana
Hai ziddi yeh badi majbooriyan bhi
Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
Zaroori hai yeh dooriyan
Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
Zaroori hai yeh dooriyan
Main toh aisi baarish hoon
Jo teen ki chhat pe kud ke barse
Woh phuar hai dheemi rut ki baras na paaye
Chhor ke tarse, dono barse
Par sang sang kahan hai, thodi doori se
Zindagi aasan hai, meri duniya aur uska bhi jahan hai
Hai ziddi yeh badi majbooriyan bhi
Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
Zaroori hai yeh dooriyan, yeh dooriyan
Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
Zaroori hai yeh dooriyan