Karunga gila phir kya faayda?
Jo hona tha wo ho gaya
Tum jo mujhse hoyi ho juda
Isi mein raazi hoga khuda
Mohabbat to aab main na karunga kisi ko
Mohabbat to aab main na karunga kisi ko
Meri jagah tune dedi kisi ko
Tere bina main reh na sakunga
Tujhpe shuru main, tujhpe khatam main
Tum jo mujhse aab hoyi ho juda
Isi mein raazi hoga khuda
Tere siva Rabb se na mangu kisi ko
Tere siva Rabb se na mangu kisi ko
Meri jagah tune dedi kisi ko
Mohabbat aab main na karunga kisi ko
Mohabbat aab main na karunga kisi ko
Meri jagah tune dedi kisi ko
Meri jagah tune dedi kisi ko
Tumhari jagah main na dunga kisiko
O...o...o...
o ..oo..oh...