Ya ali rehem ali ya ali
Yaar pay qurban hai sabhi
Ya ali madad vaali
Ya ali yeh meri jaan yeh zindagi
Ishq pay haan
Mita du luta du mai apni khudi
Yaar pay haan
Luta du mita du mai yeh hasti
Yaa ali rehem vaali
Yaa ali yaar pay qurban hai sabhi
Ya ali madad vaali
Yaa ali yeh meri jaan yeh zindagi
Mujhay kuch pal dai qurbat kay
Faqeer hum teri chahat kay
Rahey baychain dil kub tak
Milay kuch pal tou rahat kay
Chahat pay ishq pay haan
Mita du luta du mai apni khudi
Yaar pay haan luta du
Mita du mai yeh hasti
Ya ali rehem vaali
Ya ali yaar pay qurban hai sabhi
Ya ali madad vaali
Ya ali yeh meri jaan yeh zindagi
Bina teray na ek pal ho
Na bin teray kabhi kal ho
Yeh dil ban jai pathar ka
Na is mai koi hal chal ho
Sanam pay haan ishq pay haan
Mita du luta du mai apni khudi
Qasam say haan luta du
Mita du mai yeh hasti
Ya ali rehem vaali
Ya ali yaar pay qurban hai sabhi
Ya ali maddad vaali
Ya ali yeh meri jaan yeh zindagi