Bina tere na ek pal ho
na bin tere kabhi kal ho
Yeh dil ban jaye pathar ka
na is me koi hal chal ho
Sanam pay haan ishq pay haan
mita du luta du mai apni khudi
kasam se haan luta du
mita du mai yeh hasti
Ya Ali rehem vaali
Ya Ali yaar pay qurban hai sabhi
Ya Ali maddad waali
Ya Ali yeh meri jaan yeh zindagi