Mein hasi yeh mehfil hai jawan
Koi hai yaha mujhsa kaha
Masti bhari ye jawani hai
Har ada mastani hai
Dekho mujhe he mein hoon
Hasina hasina hasina hasina
Tu shama mein parwana tera
He sun zara tu afsana mera
Sabko mera salam hai
Har zuban pe mera naam hai
Dekho mujhe he mein hoon
Deewana deewana
Deewana deewana
Mein hasi yeh mehfil hai jawan
Kya hai tu aur mein hoon kya
Abhi hoga fesla ye
Kisme kitna zor hai
Chal jaega pata ye
Jab talak hai dam mein dam
Tere hamko kya koi gam
Hamko itni hai khabar
Kabhi harenge nehi hum
Tujhpe mein chha jaunga
Rang apna jamaunga
Tujhpe mein chha jaunga
Rang apna jamaunga
Dekho mujhe he mein hoon
Deewana deewana
Deewana deewana
Mein hasi yeh mehfil hai jawan
Koi hai yaha mujhsa kaha
Dekh kar tujhko yaha mujhe
Kuch yaad aa raha hai
Tu yakinan hai wohi mera
Dil ye keh raha hai
Dekh kar tujhko yaha
Mujhe kuch yaad aa raha hai
Tu yakinan hai wohi
Mera dil ye keh raha hai
Eisa kuch mein kar jaunga
Yaron ke kam aaunga
Eisa kuch mein kar jaunga
Yaron ke kam aaunga
Dekho mujhe he mein hoon
Deewana deewana
Deewana deewana
Tu sama ha mein parwana tera
Are sun zara tu afsana mera ha
Sabko mera salam hai har
Zuban pe mera nam hai
Dekho mujhe he mein hoon
Deewana deewana
Deewana deewana
Tu sama mein parwana tera
Are sun zara tu afsana mera