menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Kabhi Bhoola Kabhi Yaad

Alka Yagnik/Kumar Sanuhuatong
লিরিক্স
রেকর্ডিং
Mere...pyar me...

Mere...intezar me...

Sach sach kaho tumne kya kiya

Kabhi bhula kabhi yaad kiya

Kabhi bhula kabhi yaad kiya

Kabhi bhula kabhi yaad kiya

Kabhi bhula kabhi yaad kiya

Mere...pyaar me...

Mere...intezaar me...

Sach sach kaho dil ne kya kiya

Kabhi bhula kabhi yaad kiya

Kabhi bhula kabhi yaad kiya

Kabhi bhula kabhi yaad kiya

Kabhi bhula kabhi yaad kiya

Sar pe mere hath rakh tu..

Mujhko bata ek baat...

Kaise kate tere din,..

Kaise kati teri raat...

Kuchh main jali kuch dil jala

Khud pe nahi koi bas chala

Aur batau kya saajan..

Bechain dil ka main haal,...

Pal pal tere liye royi...

Mere..deedar me...

Sajna..mere pyar me...

Sach sach kaho tumne kya kiya

Kabhi bhula kabhi yaad kiya

Kabhi bhula kabhi yaad kiya

Kabhi bhula kabhi yaad kiya

Kabhi bhula kabhi yaad kiya

Jina nahi hai mujhe to

Nazro se ab dur hoke

Sab kuchh bhulaana hai mujhko

Teri mohabbat me khoke

Meri zindagi meri jaan tu,

Meri bekhudi arman tu..

Sun le meri jane jana..

In dhadkano ki sada..

Ab na juda kabhi hona...

Mere..ikrar me...

Sajni...mere pyar me...

Sach sach kaho dil ne kya kiya

Kabhi bhula kabhi yaad kiya,

Kabhi bhula kabhi yaad kiya

Kabhi bhula kabhi yaad kiya,

Kabhi bhula kabhi yaad kiya

Alka Yagnik/Kumar Sanu থেকে আরও

সব দেখুনlogo

আপনার পছন্দ হতে পারে