Sach main kehti hoon yaar
Ho jaayega re pyaar
Sach main kehti hoon yaar
Ho jaayega re pyaar
Tu mujhko aazmaake dekh na
Ek baar to India aake dekh na
Kisi Indian se dil lagaake dekh na
Ek baar to India aake dekh na
Kisi Indian se dil lagaake dekh na
MUSIC
Hai Taj Mahal India mein
Hai Qutub Minaar India mein
Chaandni chauk India mein
Mausam ki bahaar India mein
Laila Majnu India mein
Sohni Mahiwaal India mein
Betaab hai dil India mein
Madmast khayaal India mein
Kho jaayega qaraar
Ho jaayega re pyaar
Kho jaayega qaraar
Ho jaayega re pyaar
Tu mujhko aazmaake dekh na
Ek baar to India aake dekh na
Kisi Indian se dil lagaake dekh na
Haan, ek baar to India aake dekh na
Kisi Indian se dil lagaake dekh na
MUSIC
Ghoonghroo paayal India mein
Mann ka sangee India mein
Gangga Jamuna India mein
Chaahat ke geet India mein
Bhangra garba India mein
Masti ka khumaar India mein
Phaagun ke gulaab India mein
Saare tyohaar India mein
Kar mera aitbaar
Ho jaayega re pyaar
Kar mera aitbaar
Ho jaayega re pyaar
Tu mujhko aazmaake dekh na
Ek baar to India aake dekh na
Kisi Indian se dil lagaake dekh na
Haan, ek baar to India aake dekh na
Kisi Indian se dil lagaake dekh na