Ishq di galiyaan chhaani, koi naa mileya
Je mainu tu mileya, mera Rabb mainu mileya
Jaan le, tu jaan hai meri, tu hi hai duniya, meri duniya
Dil mera, mera hi raha nahi, kahan hai, pta nahi
Bata ke bhi gaya nahi
Mmm, dil mera aisa toh tha nahi
Hua hai jab se tera, kisi se milta nahi
Karta hoon kyun intezaar
Jaagoon main raatein hazaar
Sochoon yahi baar-baar, yeh kya hua
Pehla nasha, pehla khumaar
Naya pyaar hai, naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye, dil-e-beqaraar...
Mere dil-e-beqaraar, tu hi bata? (Tu hi bata)
Ishq di galiyaan chhaani, koi naa mileya
Je mainu tu mileya, mera Rabb mainu mileya
Jaan le, tu jaan hai meri, tu hi hai duniya, meri duniya
Udta hi firoon in hawaaon mein kaheen
Yaa main jhool jaaon teri baahon mein yaheen
Ho, udta hi firoon in hawaaon mein kaheen
Yaa main jhool jaaon teri baahon mein yaheen
Fir kya yeh aasmaa, kya zameen
Tere aage yeh jahaan kuchh nahi
Ho, pehla, pehla, haan, pehla
Pehla nasha, pehla khumaar
Naya pyaar hai, naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye, dil-e-beqaraar...
Mere dil-e-beqaraar, tu hi bata? Haan, tu hi bata
Ishq di galiyaan chhaani, koi naa mileya
Je mainu tu mileya, mera Rabb mainu mileya
Jaan le, tu jaan hai meri, tu hi hai duniya, meri duniya