Aa aa aa aa aa aa
kabhi khushi kabhi gham
Na judaa honge hum
kabhi khushi kabhi gham
Aa aaaa, aa aaaa
Aa aa aaaaa
Meri saanson mein tu hai
Samaaya
Mera jeevan to hai
Tera saaya
Meri saanson mein tu hai
Samaaya
Mera jeevan to hai
Tera saaya
Teri pooja karoon main
To har dam
Yeh hai tere karam
Kabhi khushi kabhi gham
Na judaa honge hum
Kabhi khushi kabhi gham
Meri saanson mein tu hai
Samaaya
Mera jeevan to hai
Tera saaya
Teri pooja karoon main
To har dam
Yeh hai tere karam
Kabhi khushi kabhi gham
Na judaa honge hum
Kabhi khushi kabhi gham
Subh o shyaam charno mein
Diye hum jalaaye
Dekhe jahan bhi dekhe
Tujhko hi paaye
Ooh Subh o shyaam charno mein
Diye hum jalaaye
Dekhe jahan bhi dekhe
Tujhko hi paaye
In labon pe tera
Bas tera naam ho
In labon pe tera
Bas tera naam ho
Pyaar dil se kabhi bhi na ho kam
Yeh hai tere karam
Kabhi khushi kabhi gham
Na judaa honge hum
Kabhi khushi kabhi gham
Yeh ghar nahin hai
Mandir hai tera
Is mein sadaa rahe
Tera baseraa
Ooh, yeh ghar nahin hai
Mandir hai tera
Is mein sadaa rahe
Tera baseraa
Khushbuon se teri
Yeh mahekta rahe
Khushbuon se teri yeh
Mahekta rahe
Aaye jaaye bhale koi mausam
Yeh hai tere karam
Kabhi khushi kabhi gham
Na judaa honge hum,
Kabhi khushi kabhi gham
Meri saanson mein tu hai
Samaaya
Mera jeevan to hai
Tera saaya
Meri saanson mein tu hai
Samaaya
Mera jeevan to hai
Tera saaya
Teri pooja
Karoon main to har dam
Yeh hai tere karam
Kabhi khushi kabhi gham
Na judaa honge hum
Kabhi khushi kabhi gham
Yeh hai tere karam
Kabhi khushi kabhi gham
Na judaa honge hum
Kabhi khushi kabhi gham