Sagar kinare dil ye pukare
Tu jo nahin to mera koi nahin hai
Sagar kinare dil ye pukare
Tu jo nahin to mera koi nahin hai
Ooooo..
Sagar kinare
Jaage nazaare, jaagi hawayein
Jaage nazaare, jaagi hawayein
Jab pyaar jaaga, jaagi fizayein
Ho pal bhar ko dil ki
Duniya soyi nahin hai
Sagar kinare dil ye pukare
Tu jo nahin to mera koi nahin hai
Ooo...sagar kinare
Laheron pe naache kirnon ki pariya
Main koi jaise saagar mein nadiya
O,
Laheron pe naache kirnon ki pariya
Main koi jaise saagar mein nadiya
Tu hi akeli to khoyi nahin hai
Saagar kinaare dil yeh pukaare
Tu jo nahin to mera koi nahin hai, ho