Abhi na jaao chod kar ke
Dil abhi bhara nahin ( 2)
Abhi abhi to aayi hoo abhi abhi to
Abhi abhi to aayi ho
Bahar banke chhayi ho
Hawa zara mahak to le
Nazar jara bahek to le
Ye shaam dhal to le zara
Ye dil samhal to le zara
Main thorhi der jee too lun
Nashe ke ghuunt pi to lun
Nash eke ghunt pi to lun abhi
To kuchh kuchh kaha nahin
Abhi to kuchh suna nahin
Abhi na jaao chod kar
Ke dil abhi bhara nahin
Sitaren jhil mila uthe ( 2)
Charag jagmaga uthe
Bas ab na mujhko tokna ( 2)
Na barhke raah rokna
Agar main ruk gayi abhi
To jaa na paungi kabhi
Yehi kahoge tum sada ke
Dil abhi nahin bhara
Jo khatm ho kisi jaga
Ye aisa silsila nahin
Abhi nahin abhi nahin
Nahin nahin nahin nahin
Abhi na jaao chod kar
Ke dil abhi bhara nahin
Adhuri aas... ( 2)
Chodke adhuri pyas chorh ke
Jo roz yun hi jaaogi
To kis tarha nibhaogi
Ke zindigi ki rahon mein
Jawan dilon ki chaha mein
Kayee maqam aayenge jo humko azmayenge
Bura na mano baat ka
Ye pyar hai gila nahin
Haan� yeh kahoge tum sada
Ke dil abhi bhara nahin
Haan�an� dil abhi bhara nahin
Nahin nahin nahin nahin