Tay kar liya samandar, allaah ke sahare
Tay kar liya samandar, allaah ke sahare
Badlaa mera mukaddar, allaah ke sahare
Tay kar liya samandar, allaah ke sahare
Vo sholaa jiskoo chhoo kar, jal jaataa hai zamaanaa
Vo sholaa jiskoo chhoo kar, jal jaataa hai zamaanaa
Dekhenge usko chhoo kar, allaah ke sahare
Dekhenge usko chhoo kar, allaah ke sahare
Badlaa mera mukaddar, allaah ke sahare
Tay kar liya samandar, allaah ke sahare
Allaah
Allaah
Daaman mein conkaron ke ambara hain, to kya hai?
Daaman mein conkaron ke ambara hain, to kya hai?
Ban jaayenge ye gohar, allaah ke sahare
Ban jaayenge ye gohar, allaah ke sahare
Badlaa mera mukaddar, allaah ke sahare
Tay kar liya samandar, allaah ke sahare