menu-iconlogo
huatong
huatong
chalte-chalte-suno-na-suno-na-by-ricky-cover-image

Suno na suno na by Ricky

Chalte Chaltehuatong
𝕳𝖊𝖆𝖗𝖙𝖑𝖊𝖘𝖘⎯꯭̽✰_🤍huatong
লিরিক্স
রেকর্ডিং
Hey hey ha ha ha ha

Hey hey hmm.. hmm..

Tumne na jaana ke main deewana

Lekar aaya hoon dil ka nazrana

Mere dil ki hai jo daastan

Suno na suno na sun lo na

Humsafar mujhi ko chun lo na..

Suno na suno na sun lo na

Tumne na jaana ke main deewana

Lekar aaya hoon dil ka nazrana

Mere dil ki hai jo daastan

Suno na suno na sun lo na

Humsafar mujhi ko chun lo na..

Suno na suno na sun lo na

Tum jo gumsum ho, to main hairan hoon

Yeh raaz kaise tumko bataaun

Tum jo gumsum ho, to main hairan hoon

Yeh raaz kaise tumko bataaun

Tum par marta hoon, main sach kehta hoon

Maang ke dekh lo mujhse jaan

Suno na suno na sun lo na

Humsafar mujhi ko chun lo na..

Main bhi hoon tanha, tum bhi tanha ho

Gar saath hum hon to socho kya ho

Main bhi hoon tanha, tum bhi tanha ho

Gar saath hum hon to socho kya ho

Jo manzil manzil do deewane dil

Le chalein pyaar ka kaarvan

Suno na suno na sun lo na

Humsafar mujhi ko chun lo na

Suno na suno na sun lo na..

Tumne na jaana ke main deewana

Lekar aaya hoon dil ka nazrana

Mere dil ki hai jo daastan

Suno na suno na sun lo na

Humsafar mujhi ko chun lo na..

Suno na suno na sun lo na

Suno na suno na sun lo na

Chalte Chalte থেকে আরও

সব দেখুনlogo

আপনার পছন্দ হতে পারে