kabhi bandhan juda liya, kabhi daman chhuda liya 
kabhi bandhan juda liya, kabhi daman chhuda liya 
kabhi bandhan juda liya, kabhi daman chhuda liyaa 
o sathi re kaisa sila diya 
ye wafa ka kaisa sila diya 
kaisa sila diya 
ye wafa ka kaisa sila diya 
tere vade vo irade, tere vade vo irade 
o sathi re sab kuchh bhula diya 
ye wafa ka kaisa sila diya 
sab kuchhh bhula diya 
ye wafa ka kaisa sila diya 
baat kuchh samajh na aaye kami kya ham me payi 
ek tarafa ye mohabbat hami ne sirf nibhayi 
jam chahat ka dekar jehar nafrat ka pila diya 
jam chahat ka dekar jehar nafrat ka pila diya 
jehar nafrat ka pila diya 
tere vade vo irade, tere vade vo irade 
o sathi re sab kuchhh bhula diya 
ye wafa ka kaisa sila diya 
sab kuchhh bhula diya 
ye wafa ka kaisa sila diya 
umr bar so na sakenge, kisike ho na sakenge 
ajnabi tum ho jao, gair ham na ho sakenge 
kisi begane ki khatir tumne apno ko bhula diya 
kisi begane ki khatir tumne apno ko bhula diya 
tumne apno ko bhula diya ha apno ko bhula diya 
tere vade vo irade, tere vade vo irade 
o sathi re sab kuchh bhula diya 
ye wafa ka kaisa sila diya 
sab kuchh bhula diya 
ye wafa ka kaisa sila diya