Mujhe bhi Madine bula mere Maula
Karam ki tajalli dikhaa mere Maula
Mujhe bhi Madine bula mere Maula
Karam ki tajalli dikhaa mere Maula
Bohot bekaraari ke alam me hu mai
Meri bekaraari mita mere Maula
Bohot bekaraari ke alam me hu mai
Meri bekaraari mita mere Maula
Suno hai Madina karam hi karam hai
Suno hai Madina karam hi karam hai
Tu rakhta jaha me sabhi ka bharam hai
Tu rakhta jaha me sabhi ka bharam hai
Tujhe waasta tere pyaare Nabi ka
Tujhe waasta tere pyaare Nabi ka
Mujhe har bala se bacha mere mola
Mujhe bhi Madine bula mere Maula
Karam ki tajalli dikhaa mere Maula
Mujhe bhi Madine bula mere Maula
Karam ki tajalli dikhaa mere Maula
Jisse tune chaha mai us pe fida hu
Mai tere Muhammad ke dar ka gada hu
Jisse tune chaha mai us pe fida hu
Mai tere Muhammad ke dar ka gada hu
Tujhe waasta Sayyed e Karbala ka
Mujhe har bala se bacha mere mola
Mujhe bhi Madine bula mere Maula
Karam ki tajalli dikhaa mere Maula
Bohot bekaraari ke alam me hu mai
Meri bekaraari mita mere Maula