Faili thi siyaah raatein aayaa too subah leke
Bewajah see zindagi mein jeene kee vajah leke
Khoyaa tha samandaron mein tanhaa safina mera
Sahilon pe aayaa hai too jaane kis tarah leke

Kuch to hai tujh se raabtaa
Kuch to hai tujh se raabtaa
Kaise hum jaane hamein kya pata
Kuch to hai tujh se raabtaa
Ab kya hai kehna hamko hai rahana
Jannatein bhula ke teri banhon mein panaah leke

Meharbaanee jaathe-jaathe mujh pe kar gaya
Guzarata sa lamaha ek daaman bhar gaya
Tera nazaaraa milaa roshan sithaaraa milaa
Taqadeer ka jaise koyi ishaara milaa
Ruthi huee khaahishon ne thodee see sulah leke
Aayaa too khaamoshiyon mein baathon kee jirah leke
Khoyaa tha samandaron mein tanhaa safina mera
Sahilon pe aayaa hai too jaane kis tarah leke
Faili thi siyaah raatein aayaa too subah leke
Bewajah see zindagi mein jeene kee vajah leke
Khoyaa tha samandaron mein tanhaa safina mera
Sahilon pe aayaa hai too jaane kis tarah leke
Kuch to hai tujh se raabtaa
Kuch to hai tujh se raabtaa
Kaise hum jaane hamein kya pata
Kuch to hai tujh se raabtaa
Ab kya hai kehna hamko hai rahana
Jannatein bhula ke teri banhon mein panaah leke
Faili thi siyaah raatein aayaa too subah leke
Bewajah see zindagi mein jeene kee vajah leke
I feel it inside