Zindagi hai kitni haseen hai phir bhi
Kahin ajab tanhaai kaisi yeh viraaniya
Chupke se ye mujhse kahe agan dil ki
Sulag jaane de kaisi ye viraaniya
Tu hi hain sukoon
Mera tu hi hain kayam ve ghar jo sawaar de tu
Barse gaya hoon weehhh kabhi to karar dil ki payegi
Dariya ho jise dhoondata sadiyon se karein intezar
Ohhh...ohhhh...ooohhh...ooohhh
Zindagi hai kitni haseen hai
Phir bhi kahin ajab tanhaai kaisi yeh viraaniya
Chupke se ye mujhse kahe
Agan dil ki sulag jaane de kaisi ye viraaniya keh doon main
Yeh bin kahe baatein yun sun le na yeh dil ki sada
Aansu jaane bolte phir kya tum koyi batala dena zindagi
Hai kitni haseen hai phir bhi kahin
Ajab tanhaai kaisi yeh viraaniya
Chupke se ye mujhse kahe agan
Dil ki sulag jaane de kaisi ye viraaniya
Kabhi aag mein bhi barse sardiyon se mehke pal
Kabhi baarishon mein bhi
Ho hadson mein jalta mann mera bekarar dil yeh
Dhundta jalwa tere darr ke raaste mein ho gaya tanha
Ohhh...ohhhh...ooohhh...ooohhh
Zindagi hai kitni haseen
Hai phir bhi kahin ajab tanhaai kaisi yeh viraaniya
Chupke se yun mujhse kahe agan dil ki
Sulag jaane de kaisi yeh viraaniya