Main chalaa akele raaston pe aise jaise mere peechhe koyi bhee naa
Badhata main gaya aise jaise muje koyi bhee naa roak sakaa
Vo dhoondh rahe dekho manzil, maine maanaa raaston ko apana jahaan
Kabhi koyi noch-kharoch ke bhaago, kabhi koyi pooche, "kya tera pata?"
Mera jo safar hai, vahee mera ghar hai
Mujko naa duniyaa kee hai parvaah
Main hoon vo musaafir, chalta rahe jo
Chaahe roke-toke muje koyi bhee yahaan
Mere jo hain sapane, vahee mere apanae
Mujko naa duniyaa kee hai parvaah
Main hoon vo musaafir, chalta rahe jo
Mere sapnon ki duhai
Samjhe na duniya wale yeh kehte mujhse yeh
Sab karke hoga hi kya yeh raasta
Dikhlaye hai mujhko yeh
Samjhaye koi inse kehde inki na sununga jo socha
Hai woh karke rahunga
Girne se bhi na main
Darunga kismat meri khud hi likhunga karna
Jo kar le mera jo safar
Hai wahi mera ghar hai mujhko na
Duniya ki hai parwah
Main hoon musafir chalta rahe jo chahe roke toke
Mujhe koyi bhi yaha mere jo hai
Sapne wahi mere apne mujhko na duniya ki hain
Parwah main hoon musafir chalta rahe jo chahe
Roke ruke mujhe koi bhi yahan mera jo safar hai
Wahi mera
Ghar hai mujhko na duniya ki hain parwah main
Hoon musafir chalta rahe jo chaahe roke toke
Mujhe koyi bhi yaha mere jo hain
Sapne wahi mere apne mujhko na duniya ki
Hain parwah main hoon musafir chalta
Rahe jo chaahe roke toke mujhe koyi bhi yaha