Kadam badha le, haddon ko mitaa le
Aaja khalipan main pee ka ghar tera
Tere bin khaali aaja khalipan mein
Rangreza
Rangreza
Rangrezaa
Hoo
Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun
Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun
Jab kahin pe kuch nahi, bhi nahi tha
Wahi tha, wahi tha, wahi tha, wahi tha
Jab kahin pee kuch nahi, bhi nahi tha
Wahi tha, wahi tha, wahi tha, wahi tha
Wo jo mujh mein samaaya, wo jo tujh mein samaaya
Maula wahi wahi maaya
Wo jo mujh mein samaaya, wo jo tujh mein samaaya
Maula wahi wahi maaya
Kun fayakun Kun fayakun
Sadaq-Allah-ul-Ali-ul-Azeem
Rangreza rang mera tann mera mann
Le le rangai chaahe tann chaahe mann
Rangreza rang mera tann mera mann
Le le rangai chaahe tann chaahe mann
Sajra savera mere tann barse
Kajra andhera teri jalti lau
Sajra savera mere tann barse
Oo, Maula, Maulaa
SallAllahu-Alayhi-Wa-Sallam
SallAllahu-Alayhi-Wa-Sallam
Ho mujhpe karam sarkaar tera
Araz tujhe karde mujhe, mujhse hi riha
Mann ke mere ye bharam
Kachche mere ye karam
Leke chale hain kahan
Main tou jaanun hi na
Tu hai mujh mein samaaya, kahaan leke mujhe aaya
Main hun tujh mein samaaya, tere peechhe chala aaya
Tera hi main ek saaya, tune mujhko banaya
Main tou jag ko naa bhaaya, tune gale se lagaya
Haq tuhe hai khudaya, sach tuhe hai khudaya
Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun
Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun
Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun
Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun