Arziyan saari main,
Chehre pe likh ke laaya hu,
Tum se kya maangu main,
Tum khud hi samajh lo,
Ya maula.. maula maula..
Mere maula..maula…
Maula maula maula mere maula,
Maula maula maula mere maula,
Maula maula maula maula,
Maula maula maula maula,
Darare darare hain maathe pe maula,
Murammat muqadaar ki kar do maula,
Mere maula..
Tere darr pe jhuka hu, mita hu bana hu,
Tere darr pe jhuka hu, mita hu bana hu,
Murammat muqadaar ki kar do maula,
Murammat muqadaar ki kar do maula
Jo bhi tere darr aaya,
jhukne jo sar aaya,
Mastiyaan piye sab ko,jhoomta
nazar aaya
Jo bhi tere darr aaya,
jhukne jo sar aaya,
Mastiyaan piye sab ko,jhoomta
nazar aaya
Pyaas leke aaya tha
dariyaa wo bhar laaya,
Noor ki baarish mein
bheegta sa tarr aaya,
Noor ki baarish mein ohhoooo,
Noor ki baarish mein
bheegta sa tarr aaya,
Maula maula maula mere maula,
Maula maula maula mere maula,
Maula maula maula maula,
Maula maula maula maula,
Darare darare hain maathe pe maula,
Murammat muqadaar ki kar do maula,
Mere maula..
Jo bhi tere darr aaya,
jhukne jo sar aaya,
Mastiyaan piye sab ko,jhoomta
nazar aaya
Jo bhi tere darr aaya,
jhukne jo sar aaya,
Mastiyaan piye sab ko,jhoomta
nazar aaya
Hooo ek khushbu aati thi,
Hooo ek khushbu aati thi,
Main bhatakta jaata tha,
Reshmi si maaya thi,
Aur main taktaa jaata tha,
Jab teri gali aaya, sach
tabhi nazar aaya – 2 times
Mujh mein hi woh khushbu thi,
Jisse tune milwaya,
Maula maula maula mere maula,
Maula maula maula mere maula,
Maula maula maula maula,
Maula maula maula maula,
Darare darare hain maathe pe maula,
Murammat muqadaar ki kar do maula,
Mere maula..
Haaa…aaaa…
Toot ke bikharna mujhko zarur aata hai,
Hoooo toot ke bikharna
mujhko zarur aata hai,
Warna ibaadat wala shahur aata hai,
Sajde mein rehne do,
ab kahin naa jaunga,
Sajde mein rehne do,
ab kahin naa jaunga,
Ab jo tumne thukraya
to sawar naa paaunga,
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula maula
Maula maula maula maula
Darare darare hain maathe pe maula,
Murammat muqadaar ki kar do maula,
Mere maula..
Sar utha ke maine to
kitni khwahishein ki thi,
Kitne khwab dekhe the,
kitni koshishein ki thi,
Jab tu rubaroo aaya, aaaa,
Jab tu rubaroo aaya,
nazre naa mila paaya,
Sar jhuka ke ek pal mein, hooo
Sar jhuka ke ek pal mein
maine kya nahi paaya,
Maula maula maula mere maula,
Maula maula maula mere maula,
Maula maula maula maula,
Maula maula maula maula
Maula maula maula mere maula,
Maula maula maula mere maula,
Maula maula maula maula,
Maula maula maula maula
Mora piya ghar aaya,
mora piya ghar aaya,
Mora piya ghar aaya, mora
piya ghar aaya
Mora piya ghar aaya,
mora piya ghar aaya,
Mora piya ghar aaya, mora
piya ghar aaya
Mora piya ghar aaya,
mora piya ghar aaya,
Mora piya ghar aaya, mora
piya ghar aaya
Maula maula maula mere maula,
Maula maula maula mere maula,
Maula maula maula maula,
Mere maula maula maula maula,
Mere maula maula maula maula,
Mere maula…