So Gaya Yeh Jahan, So Gaya Aasmaan
So Gaya Yeh Jahan, So Gaya Aasmaan
So Gayi Hain Saari Manzilein,
Oh Saari Manzilein,
So Gaya Hai Rastaa
So Gaya Yeh Jahan, So Gaya Aasmaan
So Gayi Hain Saari Manzilein,
Oh Saari Manzilein,
So Gaya Hai Rastaa
So Gaya Yeh Jahan, So Gaya Aasmaan
Raat Aayi Toh Woh Jinke Ghar The
Woh Ghar Ko Gaye So Gaye
Raat Aayi
Toh Hum Jaise Aawara Phir Nikle
Raahon Mein Aur Kho Gaye
Raat Aayi Toh Woh Jinke Ghar The
Woh Ghar Ko Gaye So Gaye
Raat Aayi
Toh Hum Jaise Aawaara Phir Nikle
Raahon Mein Aur Kho Gaye
Iss Gali Uss Gali, Iss Nagar Uss Nagar,
Jaayein Bhi Toh Kahan
Jaana Chahein Agar
Ho..So Gayi Hain Saari Manzilein
Oh Saari Manzilein,
So Gaya Hai Rastaa
So Gaya Yeh Jahan, So Gaya Aasmaan
So Gaya Yeh Jahan, So Gaya Aasmaan
So Gaya Yeh Jahan, So Gaya Aasmaan
So Gaya Yeh Jahan, So Gaya Aasmaan
So Gayi Hain Saari Manzilen,
Oh Saari Manzilein,
So Gaya Hai Rastaa
So Gaya Yeh Jahan, So Gaya Aasmaan
So Gaya Yeh Jahan, So Gaya Aasmaan