Dhadka to hoga dil zaroor
Kiya jo hoga tumne pyaar
Ham se chupaao na huzoor
Ham hain tumhaare taabedaar
Jaani taabedaar
Dhadka to hoga dil zaroor
Kiya jo hoga tumne pyaar
Ham se chupaaon na huzoor
Ham hain tumhaare taabedaar
Jaani taabedaar
Dhadka to hoga dil zaroor
Kiya jo hoga tumne pyaar
Aankhon me tumhaare
Chaahat ki tasweer liye
Aaye hain
Aaye hain tumhaare
Kadmon me taqdeer liye
Kismat ne kabhi mauqa jo diya
Dikhlaayenge ham dil cheez hai kyaa
Ye jaan bhi tumpar denge lutaa
Dhadka to hoga dil zaroor
Kiya jo hoga tumne pyaar
Ham se chupaaon na huzoor
Ham hain tumhaare taabedaar
Jaani taabedaar
Dhadka to hoga dil zaroor
Kiya jo hoga tumne pyaar
Ye pyaar hamen laaya hai kahaan
Maaloom nahin
Kahte hain
Kahte hain kise aankhon ki zabaan
Maloom nahin
Qaatil hai adaa dushman hai nazar
Ab bachke koi jaaye bhi kidhar
Marne do yahin marnaa hain agar
Dhadka to hoga dil zaroor
Kiya jo hoga tumne pyaar
Ham se chhupaaon na huzoor
Ham hain tumhaare taabedaar
Jaani taabedaar
Dhadka to hoga dil zaroor
Kiya to hoga tumne pyaar
Is dil se koi ikraar
To kar ae jaane wafaa
Thoda hi sahi
Thoda hi sahi par pyaar to kar
Ae jaane wafaa
Kismat ne kabhi mauqa jo diya
Dikhlaayenge ham dil cheez hai kyaa
Ye jaan bhi tum par denge lutaa
Dhadka to hoga dil zaroor
Kiya jo hoga tumne pyaar
Ham se chupaaon na huzoor
Ham hain tumhaare taabedaar
Jaani taabedaar
Dhadka to hoga dil zaroor
Kiya jo hoga tumne pyaar