Tere dil pe haq mera hai
Tu sanam beshaq mera hai
Phir lakeerein hon ya na ho
Tu mera hai tu mera hai
Jo tu aag hai
Haan to phir mujhe
Jalne ka shauk hai
Jalne ka shauk hai
Marne se kahin
Jyada haan tujhe
Khone ka khauf hai
Khone ka khauf hai
Tu chahiye mujhe
Chahe kahe ise
Mera junu ya phir
Tu zid meri
Tu hi armaa tu hi sach hai
Keh rahi deewaniyat hai
Main ye dil pe likh chuka hoon
Tu mera hai tu mera hai
Tere aage zindagi ki
Khaakh jitni ehmiyat hai
Faisla main kar chuka hoon
Tu mera main bhi hu bas tera
Paane ki tujhko
Hasrat liye hi
Raaton ko main
Jaagta hoon
Kyu jaane phir bhi
Dushaman teri do
Ankhon ko
Main lagta hoon
Kahe na chahe tu mujhe
Karunga tujhe ishq main
Mujhe ye parwaah nahi
Jo bhi ho mera anjaam har haal mein
Tu chahiye mujhe
Jo bhi saza mile
Parwaah hai phir kise
Anjaam ki
Tu hi armaa tu hi sach hai
Keh rahi deewaniyat hai
Main ye dil pe
Likh chuka hu
Tu mera hai tu mera hai
Tere aage zindagi ki
Khaakh jitni ehmiyat hai
Faisla main kar chuka hoon
Tu mera main bhi hu bas tera
Tu mera hai tu mera hai