Ye raatein, Ye mausam
Nadi ka kinara
Ye chanchall hawa
Ye raatein, Ye mausam
Nadi ka kinara
Ye chanchal hawaa
Kaha do dilo ne
Ki milkar kabhi hum
Na hongee juda
Ye raatein, Ye mausam
Nadi ka kinara
Ye chanchal hawaa
Ye kya baat hai aaj ki chandni mein
Ye kya baat hai aaj ki chandni mein
Ki hum kho gaye pyar ki ragini mein
Ye baahon me baahein
Ye bahki nigaahein
Lo aane lagaa zinndagi ka mazza
Ye raatein, Ye mausam
Nadi ka kinara
Ye chanchal hawaa
Sitaron ki mehfil ne karke ishara
Sitaron ki mehfil ne karke ishara
Kaha ab to saara
Jahaa hai tumhara
Mohabbat jawan ho
Khula, Aasaman ho
Kare koi dil
Aarzoo aur kya
Ye raatein, Ye mausam
Nadi ka kinara
Ye chanchal hawaa
Kasam hai tumhe tum agar mujhse ruthe
Kasam hai tumhe tum agar mujhse ruthe
Rahe saans jab tak
Ye bandhan na toote
Tumhe dil diya hai
Ye waada kiyaa hai
Sanam mai, Tumhari
Rahungi sadaa
Ye raatein, Ye mausam
Nadi kaa kinara
Ye chanchal hawa
Kaha do dilon ne
Ki mil kar kabhi hum
Na honge juda
Ye raatein, Ye mausam
Nadi ka kinara
Ye chanchal hawaa