Tohfa Tohfa Tohfa Tohfa
Laya laya laya laya
Mere mere mere mere
Dil pe Chhaya Chhaya Chhaya Chhaya
Pyar ka Tohfa tera
bana hai jeevan mera
Pyar ka Tohfa tera
bana hai jeevan mera
Dil ke sahare maine pa liye
Jeene ko aur kya chahiye
Pyar ka Tohfa tera
bana hai jeevan mera
Pyar ka Tohfa tera
bana hai jeevan mera
Dil ke sahare maine pa liye
Jeene ko aur kya chahiye
Tohfa Tohfa Tohfa
Laya laya laya
interlude
Jaan ke bina jaise ho tan
Tere bina main aise sajan
Kasturi sa tera badan
Mehki mehki phirati pavan
Jaan ke bina jaise ho tan
Tere bina main aise sajan
Kasturi sa tera badan
Mehki mehki phirati pavan
Daude mere mann ka hiran
chhune ko yauvan tera
Ta ta ta
Pyar ka Tohfa tera
bana hai jeevan mera
Dil ke sahare maine pa liye
Jeene ko aur kya chahiye
Pyar ka Tohfa tera
bana hai jeevan mera
Dil ke sahare maine pa liye
Jeene ko aur kya chahiye
Tohfa Tohfa Tohfa
Laya laya laya
interlude
Tohfa to bas ik naam hai
Dil ka mere paigam hai
Saadi nahi tera pyaar hai
Suhagan ka ye singar hai
Tohfa to bas ik naam hai
Dil ka mere paigaam hai
Saadi nahi tera pyaar hai
Suhagan ka ye singar hai
Resham ke roop mein tan se mere
lipta hua mann tera
Ta ta ta
Pyar ka Tohfa tera
bana hai jeevan mera
Dil ke sahare maine pa liye
Jeene ko aur kya chahiye
Pyar ka Tohfa tera
bana hai jeevan mera
Dil ke sahare maine pa liye
Jeene ko aur kya chahiye
Tohfa Tohfa Tohfa
Laya laya laya.
Tohfa Tohfa Tohfa
Laya laya laya.