Na chaahoon sona chaandi
Na chaahoon heera moti
Ye mere kis kaam ke
Na maangoon bangla baadi
Na maangoon ghoda gaadi
Ye to hain bas naam ke
Deti hai dil de
Badle mein dil ke
Deti hai dil de
Badle mein dil ke
Ghe ghe ghe ghe ghe
Ghe re saahiba
Pyaar mein sauda nahin
Ghe ghe ghe ghe ghe
Ghe re saahiba
Pyaar mein sauda nahin
La la la la la la la la la la
La la la la la la la
La la la la la la la la la
La la la la la la la
Na chaahoon sona chaandi
Na chaahoon heera moti
Ye mere kis kaam ke
Na maangoon bangla baadi
Na maangoon ghoda gaadi
Ye to hain bas naam ke
Deta hai dil de
Badle mein dil ke
Deta hai dil de
Badle mein dil ke
Ghe ghe ghe ghe ghe
Ghe re saahiba
Pyaar mein sauda nahin
Ghe ghe ghe ghe ghe
Ghe re saahiba
Pyaar mein sauda nahin
Na jaanoon mulla kaazi
Na jaanoon kaaba kaashi
Main to hoon prem piyaasa re
Mere sapnon ki rani
Hogi tumko hairaani
Main to tera deewaana re
Deti hai dil de
Badle mein dil ke
Deti hai dil de
Badle mein dil ke
Ghe ghe ghe ghe ghe
Ghe re saahiba
Pyaar mein sauda nahin
Ghe ghe ghe ghe ghe
Ghe re saahiba
Pyaar mein sauda nahin
Pyaar mein sauda nahin