(1)Aye meri zohra jabeen,
Tujhe maalum nahi
Tu abhi tak hai haseen
Aur main jawaan....
Tujhpe qurbaan
Meri jaan meri jaan
(2) Aye meri zohra jabeen...
Tujhe maalum nahi
Tu abhi tak hai haseen
Aur main jawaan
Tujhpe qurbaan
meri jaan meri jaan
(1) Ye shokhiyaan ye baankpan,
Jo tujh mein Hai Kahi nahi..
(2) Ye shokhiyaan ye baankpan,
Jo tujh mein hai kahi nahi
(1) Dilo ko jeetne ka fan,
Jo tujh mein hai kahi nahi
Main teri...Main teri
aankho mein paa gaya do jahaan
(2) Main teri...Main teri ..
aankho mein paa gaya do jahaan
Aye meri zohra jabeen,
Tujhe maalum nahi
Tu abhi tak hai haseen
Aur main jawaan
Tujhpe qurbaan
meri jaan meri jaan