Zindagi mein to sabhi
pyaar kiya karte hain
Zindagi mein to sabhi
pyaar kiya karte hain
Main to mar ke bhi meri
jaan tujhe chahoonga
Zindagi mein to sabhi
pyaar kiya karte hain
Tu mila hai to ehsaas hua hai mujhko
ye meri umar mohabbat ke liye thodi hai
ik zara saa ghame E daura
ka bhi haq hai jispar
maine wo saans bhi tere
liye rakh chodi hai
tujhpe ho jaaoonga
qurbaan tujhe chaoonga
main to mar ke bhi meri
jaan tujhe chahoonga
Zindagi mein to sabhi
pyaar kiya karte hain
apne jazbaat mein
nagmaat rachaane ke liye
maine dhadkan ki tarah
dil mein basaya hai tujhe
main tasavoor bhi judaai
ka bhala kaise karoon
maine kimsat ki lakiron
se churaaya hai tujhe
pyaar ka ban ke nigehbaan
tujhe chahoonga
main to mar ke bhi meri
jaan tujhe chahoonga
Zindagi mein to sabhi
pyaar kiya karte hain
Main to mar ke bhi meri
jaan tujhe chahoonga
Teri har chaap se
Jalte hain khayalon mein charag
Jab bhi tu aaye
Jagata hua, Jadoo Aaye
Tujhko chhuloon to phir
Aye jaane, tamnna mujhko
Der tak apne badan se Teri khusboo Aaye
Tu baharon ka hai
Unwaan Tujhe chahunga
Main to mar kar bhi
Meri jaan, tujhe chahunga
Zindagi mein to sabhi
Pyar kiya karte Hain
Zindagi mein tu sabhi
Pyaar kiya karte hain