Lyrics
Rajinder Krishan
Music
C.Ramchandra
Hmm hmm hmm hmm
Dekh humein awaaz na dena
Dekh humein awaaz na dena
O bedard zamane
O bedard zamane
Aaj chale hum chod ke tujhko
Duniya nayi basane
O bedard zamane
Singers
Mohf.Rafi Ji
&
Asha Ji
Chamka shaam ka pehla taara
Aa aa aa aa aa
Chamka shaam ka pehla taara
Gagan dulara
Aa aa aa aa
Sabse pehle usne dekha pyaar humara
Sabse pehle usne dekha pyaar humara
Aanewali raat sunegi
Aanewali raat sunegi
Tere mere tarane
O bedard zamane
Dekh humein awaaz na dena
O bedard zamane
O bedard zamane
Door kahin ek panchi gaaye
Yeh samjhaye
Door kahin ek panchi gaaye
Yeh samjhaye
Pyar mein ho jate hain apne dard paraye
Pyar mein ho jate hain apne dard paraye
Dil ki dhadkan kya hoti hai
Dil ki dhadkan kya hoti hai
Pyaar karen to jaane
O bedard zamane
Dekh humein awaaz na dena
O bedard zamane
O bedard zamane
THANKS