menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Jiske Liye Sab Ko Chhoda

Mohammed Rafi/Sulakshana Pandithuatong
লিরিক্স
রেকর্ডিং

Movie: Saajan Ki Saheli (1981)

Singers: Mohammed Rafi,

Sulakshana Pandit

.................

Jiske liye,

Sabko chhoda

Ussi ne mere,

Dil ko toda aa

Jiske liye,

Sabko chhoda

Ussi ne mere,

Dil ko toda

Wo bewafaaaa..

Wo bewafaaaa

Kisi aur ke, sajan ki, saheli ho gayi

Tujhse pyaraa,

Koi mila

Choda tujhe to,

kyu hai gila

Tujhse pyaraa a,

Koi mila a

Choda tujhe to,

kyu hai gila

Mai bewafaaaa..

Haan mai bewafaaaa

Kisi aur ke, sajan ki, saheli ho gayi

Jiske liye,

Sabko chhoda

Ussi ne mere,

Dil ko toda..

.........

(MUSIC)

.........

la la laa

la la laa

La la la

La la la

La La La

Dekho kya khush hoke..

Payal ko jhankaare..

Jal ke reh jaye dilLL

Aise kare ishare..

Dekho kya khush hoke..

Payal ko jhankaare..

Jal ke reh jaye dilLL

Aise kare ishare..

Aage mere sitam.gar

Gair ke dil me, bas.ke

Kaisi besharmi se..

Baat kare, has has ke

Kaise kahu,

kya ho gaya

Kal mera dil thi

jo dilruba

Kaise kahu

kya ho gaya

Kal mera dil thi

jo dilruba

Wo bewafaaaa

wo bewafaaaa

Kisi aur ke, sajan ki, saheli ho gayi

Tujhse pyara,

koi mila

Chhoda tujhe to

kyu hai gila

.............

.............

Mai to hun Ik titli..

Udne firne wali..

Kaise rahungi baithi..

Ek hi, dil ki dali..

Mai to hun Ik titli..

Udne firne wali..

Kaise rahungi baithi..

Ek hi dil ki dali..

Jab ek se ek badhke

Hai pyar ke najaare

Fir kyu na leh.raaun..

Kyu na, karun ishare..

Kaisi sharam

kaisi haya

Jab se mila hai

sathi naya a

Kaisi sharam

kaisi haya

Jab se mila hai

sathi naya a

Mai bewafaaaaa

haa mai bewafaaaa

Kisi aur ke, sajan ki, saheli ho gayi

Jiske liye

sabko chhoda

Usi ne mere

dil ko todaa

...............

...............

Pyar, nasha hai, aisa..

Jispe chaa, jaata hai..

Aas paas, bhi usko..

Kam hi, najar aata hai..

Pyar, nasha hai, aisa...

Jispe chaa, jaata hai..

Aas paas, bhi usko..

Kam hi, najar aata hai..

Maana, ke, mere dil me

Pyari si, Ik ladki

Aan, basi hai, fir se..

Banke shamaa, mere ghar ki..

Chaha usse

to kya hua

Isme kisi ka

jata hai kya

Chaha usse

to kya hua

Isme kisi ka

jata hai kya

Wo bewafaaaa

ha mai bewafaaaa

Kisi aur ke, sajan ki, saheli ho gayi

...............

THANKU

Mohammed Rafi/Sulakshana Pandit থেকে আরও

সব দেখুনlogo

আপনার পছন্দ হতে পারে

Mohammed Rafi/Sulakshana Pandit-এর Jiske Liye Sab Ko Chhoda - লিরিক্স এবং কভার