Writer(s): Majrooh Sultanpuri
Kya hua
tera vaada
woh kasam
woh irada
Kya hua
tera vaada
woh kasam
woh irada
Bhoolega dil
jis din tumhein
Woh din zindagi ka
aakhiri din hoga
Kya hua
tera vaada
woh kasam woh irada
Yaad hai mujhko
toone kaha tha
Tumse nahin
roothenge kabhi
Dil ki tarah se
aaj mile hain
Kaise bhala
chhootenge kabhi
Teri baahon mein
beeti har shaam
Bewafa yeh bhi kya
yaad nahin
Kya hua tera vaada
woh kasam woh irada
Bhoolega dil
jis din tumhein
Woh din zindagi ka
aakhiri din hoga
Kya hua tera vaada
woh kasam woh irada
O kehne waale
mujhko farebi
Kaun farebi
hai yeh bata
Woh jisne gham liya
pyaar ki khatir
Ya jisne pyaar ko
bech diya
Nasha daulat ka
aisa bhi kya
Ke tujhe kuchh bhi
yaad nahin
Kya hua tera vaada
woh kasam woh irada
Bhoolega dil
jis din tumhein
Woh din zindagi ka
aakhiri din hoga
Kya hua tera vaada
woh kasam