Mere dil mein Teri dhadkane thi
Mujhko na aayi nazar
Mera ishq mujh mein
Saans le raha tha
Mujhko hui na khabar
Mere alawa jaan gaye sab
Mujhpe tu kinna marda ae
Mujhe kaise pata na chala
Ki tu mainu pyaar karda ae
Mujhe kaise pata na chala
Ki mera intezaar karda ae
Haathon mein ab Tera Haath nahi hai
Lagta lakeerein saath nahi hai
Tere bina dekha hai Mehsoos kar ke
Jeene mein ab Wo baat nahi hai
Haathon mein ab Tera Haath nahi hai
Lagta lakeerein saath nahi hai
Tere bina dekha hai Mehsoos kar ke
Jeene mein ab Wo baat nahi hai
Saamne tu hain
Saamne main hoon
Phir jaane kaisa parda hai
Mujhe kaise pata na chala
Ki tu mainu pyaar karda ae
Mujhe kaise pata na chala
Ki mera intezaar karda ae
Mujhe kaise pata na chala
Ki tu mainu pyaar karda ae
Mujhe kaise pata na chala
Ki mera pyaar karda ae