Nam aankhein hain
Sookh na payi
Sookh na payi
Sookh na payi
Girtay ashkon ne
Qasme uthayi
Qasme uthayi
Qasme uthayi
Hai jhooti si
Chahatein lagayi
Chahatein lagayi
Chahatein lagayi
Hai Jane dil tu
Kis taraf hain le chala
Hum tum bhatke
Mil raha na rasta
Jane dil tu kis taraf
Hain le chala
Hum tum bhatke
Mil raha na aasra
Aasra na mila
Kisi apne ne
Aankh hai rulayi
Aankh hai rulayi
Aankh hai rulayi
Roya pachtaya maine
Kya hai kamaya
Is dunya-daari ki khatir
Kya khoya kya paya
Roya pachtaya maine
Kya hai kamaya
Is dunya-daari ki khatir
Kya khoya kya paya
Koyi bhi na jaane
Hum hain kitna jalay
Koyi bhi na jaane
Hum hain kitna jalay
Seene mein dil nahi
Bas gaam hi palay
Hum to naange paoon
Kaanton pe chale
Hum to naange paoon
Kaanton pe chale
Bheed mein koyi na apna mile
Bheed mein koyi na apna mile
Harpal hardam humdum tu
Fikre rehti yaar ki
Hum to sab kuch bhul gaaye
Yaad rahe bas aabroo
Ishq mein tere dar dar phirte
Phir bhi na tera naam liya
Hum ne tera maan rakha
Rakhi aabroo is pyar ke
Bada tarpe hain
Dete hain duhaai
Dete hain duhaai
Dete hain duhaai
Kaise bikhre hai
Samajh na aayi
Samajh na aayi
Samajh na aayi
Hai
Haste haste yaar
Hum to roo paade
Aankhein pochoon aansoo
Phir se nam karein
Haste haste yaar
Hum to roo paade
Aankhein pochoon aansoo
Phir se nam karein
Aasra na mila
Kisi apne ne
Aankh hai rulayi
Aankh hai rulayi
Aankh hai rulayi
Roya pachtaya maine
Kya hai kamaya
Is dunya-daari ki khatir
Kya khoya kya paya
Roya pachtaya maine
Kya hai kamaya
Is dunya-daari ki khatir
Kya khoya kya paya