Aap jaisa koi meri zindagi mein aaye ,
to baat ban jaaye ..
Haan haan baat ban jaaye
Aap jaisa koi meri zindagi mein aaye,
to baat ban jaaye ..
Haan haan baat ban jaaye
Phool ko bahaar, bahaar ko chaman
Dil ko dil, badan ko badan
Har kisi ko chaahiye tan ka milan
Kaash mujhpar aisa dil aap ka bhi aaye
To baat ban jaaye, haan
haan baat ban jaaye
O..Aap jaisa koi meri zindagi mein aaye,
to baat ban jaaye
Haan haan baat ban jaaye