Jab jab papi pap badaye 
Dharam pe garahan lagaye 
Trisuldhari pap mitane is dharti par aye 
Jay ambe jagadambe maa 
Tere dam se hai duniya 
Jay ambe jagadambe maa 
Tere dam se hai duniya 
Teri mahima koyi na jane 
Tujhse kon bacha hai yaha 
Jay ambe jagadambe maa 
Tere dam se hai duniya 
Teri mahima koyi na jane 
Tujhse kon bacha hai yaha 
Drishti daya ki jispe dale 
Tu uska uddhar kare 
Drishti daya ki jispe dale 
Tu uska uddhar kare 
Jag kalyani bhav sagar se 
Sabaka beda par kare 
Khali jholi bharne wali 
Kisko de de kab kitna 
Teri mahima koyi na jane 
Tujhse kon bacha hai yaha 
Jay ambe jagadambe maa 
Tere dam se hai duniya 
Teri mahima koyi na jane 
Tujhse kon bacha hai yaha 
Andhere me banke ujala 
Bhatake jano ko rah dikhaye 
Andhere me banke ujala 
Bhatake jano ko rah dikhaye 
Maiya kar santo ki raksha 
Shaitano ko aaj mita 
Jalim ko aisi saja de 
Rah na jaye koyi nishaa 
Teri mahima koyi na jane 
Tujhse kon bacha hai yaha 
Jay ambe jagadambe maa 
Tere dam se hai duniya 
Teri mahima koyi na jane 
Tujhse kon bacha hai yaha 
He maa rani devi bhawani 
Jyot jalane aaya hu 
Jyota wali mata kali 
Tujhko manane aaya hu 
He mehar vaishnav durga chandi 
Bas tere gun gaunga 
Baras baras mai inn charno me 
Shradha phul chadhaunga 
He ruk jayega dar pe tere agar 
Toofan bhi aayega 
Mere sar pe hath hai tera 
Mujhko kon mitayega.